jise dekhne ke kiye chaand bhi aur fizaye bhi jati hai ruk
log badshah kehte hai, lekin pyaar se kehte hai usse sharukh
jiski aankho ki ek chaamak se roshan hojaati hai sari duniya
wahi uski har ek muskurahat par uhi marti hai sari ladkiya
uske har ek andaaz, har adaa keliye sari dunya hai uspe fidaa
ho na payenjge hum kabhi zindagi mein isse ek pal keliye judaa
saab se pyaar ki batien kar ke is tarah hum se miljayenge
pyaarse hum se yeh kehta hai dilwale dulhaniye lejayenge
Rahul ban kar hassata hai ,kabhi raj ban kar samjhata hai.
koi bhi naraaz ho apni muskurahat se woh unhe manata hai
khuda se dua yehi maangte hai mile hum isse har ek janam
dil me jo hai, zubaan se kaise kehde hum tumhare hai sanam
khushiyan mile tumhe saari, par gham me udaas tum na rehna
tanhai mein hume awaaz do, lekin hame kabhi alvida na kehna